Behri duniya Lyrics sung By Afsana Khan, Saajz

BEHRI DUNIYA LYRICS – Afsana Khan, Saajz

Category: 📁 Afsana Khan
🔄 Updated On: 17/02/2022
⏱️ 2 Min Read | 📝 398 Words

(Song and Lyrics Credit By Original Author)

Behri duniya Lyrics sung By Afsana Khan, Saajz is Latest Best Punjabi Love Song (2022). Behri duniya song lyrics are Written by Preet Sukh and its music given by Shevv. The Music Video Director by Savio Sandhu while “Behri duniya” Music Starring by Parmish Verma, Nikki Tamboli. The Music Video Release on 15 February, 2022. The Music Video Label Melo Music.

Behri duniya Lyrics sung By Afsana Khan, Saajz

Behri duniya Song Details

Song: Behri duniya
Singer: Afsana Khan, Saajz
Lyrics by: Preet Sukh
Composer : Shevv
Generic : Punjabi Love Song
Music Label : Melo Music

Play Online

Behri duniya Lyrics – Afsana Khan, Saajz

Haan..

Tujhe nazdeek se dekha toh
Laga maula saath mein betha hai
Haan main khudko bhool gaya
Tera ehsas hi aisa hai

Shaayad main kar na paaun
Chalo koshish karta hoon
Tumhaari tareef mein
Thodi shayri ho jaye

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum dono baat kare
Toh duniya behri ho jaye

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaye
Jab hum dono baat kare
Toh duniya behri ho jaye
Toh duniya behri ho jaye

Haan..

Hum saath mein bethe toh
Yeh baat khatm na ho
Tum ho meri baahon mein
Yeh raat khatm na ho

Haan chot lage tujhe
Dard ho mujhe
Ishq mein hum dono
Itna kho jayein

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaaye
Jab hum dono baat kare
Toh duniya behri ho jaye

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaaye
Jab hum donon baat kare
Toh duniya behri ho jaye

Teri in zulfon mein
Qaid main hona chahun
Gale lagke main tere
Sath mein sona chahun
Sath mein sona chahun

Tu mere sapno mein aana
Haan raat ko chupke se
Hamein nazar lagane wali
Jab yeh duniya so jaye

Hamein nazar lagane wali
Jab yeh duniya so jaye

Tu mile na mile
Allah pe chhoda hai
Tere se pehle dil mera
Kitno ne toda hai
Kitnon ne toda hai

Preet sukh yeh tune
Kaisa jadu kar diya
Dil tumhe chahne ke alava
Kuch aur na kar paaye

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaaye
Jab hum donon baat kare
Toh duniya behri ho jaye

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaaye
Jab hum donon baat kare
Toh duniya behri ho jaye

Khuda kare ke mohobbat
Itni gehri ho jaaye
Jab hum donon baat kare
Toh duniya behri ho jaye
Haaye behri ho jaye

Behri duniya Lyrics Written By:
Preet Sukh

Watch “Behri duniya Lyrics” Video Song

About This Article

Reviewed By Music Research Team
Content Type Song Meaning, Translation, Background & Educational Analysis
Published 17/02/2022
Last Updated 17/02/2022
Reading Time 2 min read
Article Purpose Provide educational analysis, song meaning, translation, artist information, and verified music facts.

Sources

This article has been prepared using publicly available music information and reliable editorial references. Song details, artist information, and album metadata have been verified using the following official and trusted sources whenever available.

Copyright Notice

Editorial Policy

Our editorial team researches every article using reliable music databases, official artist information, album credits, and trusted industry resources. Every page is reviewed for originality, accuracy, and compliance with copyright regulations.

Share this song:

S. Makur

About the Author: S. Makur

📍 West Bengal, India

Owner and lead writer of this platform. S. Makur specializes in decoding song meanings, translating global lyrics, and analyzing the deep subtext behind the music you love.