Issaqbaazi Song Lyrics from Zero

ISSAQBAAZI LYRICS – Zero

🔄 Updated On: 28/07/2021
⏱️ 2 Min Read | 📝 383 Words

(Song and Lyrics Credit By Original Author)

Issaqbaazi Song Lyrics - Zero
Issaqbaazi Song Lyrics – Zero

Issaqbaazi Song by Sukhwinder Singh, Divya Kumar from hindi movie Zero (2018). Issaqbaazi Lyrics are written by Irshad Kamil and Music given by Ajay-Atul.

Play Online

Issaqbaazi Song Info

Song Title: Issaqbaazi
Singers: Sukhwinder Singh, Divya Kumar
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Irshad Kamil
Movie: Zero (2018)
Director: Aanand L. Rai
Starring: Shah Rukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma, Abhay Deol, Tigmanshu Dhulia and Javed Jaffrey.
Music Label: T-Series

Issaqbaazi Lyrics

Prem na upje khet mein
Bhaiya prem bikey na haat re
Par jab jab ye ho jaaye
Lag jaati hai waat re
Waat re…
Khadi ho jayegi khaat re..

Madua peeke prem ka hum
Hai taneek bouraye se
Re wo mashooka, yaar hum hain
Beech na koi aaye re
Ho uske naina neat daaru-
se ghazab chadh jaayein re

Ho tab se humri hai woh jab se
Jag mein aassiq aaye re
Kasam se.. dharam se..
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Ishqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Ishqbazi se
Kasam se jiyra chaknachoor hai
Issaqbaazi se

Ho.. tum ka jaano preet ki chidiya
Kaun gagan mein udti hai

Ho preet humari parchaai hai
Jahaan mude hum, mudti hai

Ho.. lag jaibe hai tejj kataari
Badi zor se seene mein

Haaye dard bada ho tabahi aave hai
Bada maza jeene mein…

Ho uska humra mel anokha..
Uska humra mel anokha
Woh lehar hum paani hain

Tum ho paani, hum kinara
Lehar hum tak aani hai

Kasam se.. dharam se..
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Isaqbazi se
Kasam se jiyra chaknachoor hai
Issaqbaazi se

Ho ho…
Hum us se prem ghazab karte
Woh humse prem ghazab karti
Woh humre liye jaroori hai
Woh humre bina adhoori hai

Hum tose usko ladwayenge
Itna hum bhadkayenge
Tu chamcha hoja uska chaahe
Maanegi na baat

Ho ek batte do (1/2) aassiq
Tohri kaise hogi chori re
Apne kad se uncha na tu
Sapno ka charkha kaat

Karat hai kyun baatein umar se badi
Tu desi deewana wo english pari

Re Sahiba padhaku thi
Mirza tha taiyn
Tabhi toh woh english hai
Desi hoon main

Hai jiya le gayi hai re tohri ye baat
Aa karle tu yaari mila humse haath

Aa karle tu yaari… mila humse haath

Dhin taak dhin taak
Dhin taak dha…

About This Article

Reviewed By Music Research Team
Content Type Song Meaning, Translation, Background & Educational Analysis
Published 18/07/2020
Last Updated 28/07/2021
Reading Time 2 min read
Article Purpose Provide educational analysis, song meaning, translation, artist information, and verified music facts.

Sources

This article has been prepared using publicly available music information and reliable editorial references. Song details, artist information, and album metadata have been verified using the following official and trusted sources whenever available.

Copyright Notice

Editorial Policy

Our editorial team researches every article using reliable music databases, official artist information, album credits, and trusted industry resources. Every page is reviewed for originality, accuracy, and compliance with copyright regulations.

Share this song:

S. Makur

About the Author: S. Makur

📍 West Bengal, India

Owner and lead writer of this platform. S. Makur specializes in decoding song meanings, translating global lyrics, and analyzing the deep subtext behind the music you love.