Jugnu Lyrics sung by Badshah, Nikhita Gandhi

JUGNU LYRICS – BADSHAH

Category: 📁 Badshah
🔄 Updated On: 26/10/2021
⏱️ 2 Min Read | 📝 397 Words

(Song and Lyrics Credit By Original Author)

Jugnu Lyrics sung by Badshah, Nikhita Gandhi from new Punjabi song 2021. Jugnu song lyrics are written by Badshah and Music Given By Sachin-Jigar. It’s featuring By Akansha Sharma.

Jugnu Lyrics sung by Badshah, Nikhita Gandhi

Jugnu Song Detail

Song: Jugnu
Singer: Badshah, Nikhita Gandhi
Lyrics by: Badshah
Composer: Badshah
Music Label: Badshah

Play Online

Jugnu Lyrics

Ho jo na paas tu
To aati dhang se saansein nahi
Chidchida sa rehta hoon main
Lagta kuch bhi khaas nahi

Jabse marne lage hain tujhpe
Bachne ki koyi aas nahi meri
Ho..

Zindagi mein aayi jabse
Vibe hi badal gayi
Ghoomta tha main aawara
Life si sambhal gayi

Duniya meri dark si
Main light si ek jal gayi yeah
Teri baaton mein to kho sa gaya
Meri raaton mein din ho sa gaya

Pyaar kehte jisko finally woh ho sa gaya
Finally, finally, finally

Raha na pehle sa shy ab
Samajh mein kuch na aaye ab
Bolo na kya kiya jaaye ab
Aankhon se neendein hain gayab

Khush hoon main itna kyun
Tujhko tawajjo main kyun doon
Jaane kya hua mujhe
Tere pyaar mein chamkun jaise jugnu

Baadal bhi dhikhte mujhko dil ke shape mein
Happiness se rehne lagi meri jeb mein
Haarne mein hai maza yeh woh game hai
Haalat jo hai teri meri bhi same hai

Teri baaton mein dil kho sa gaya
Meri raaton mein din ho sa gaya
Pyaar kehte jisko finally woh ho sa gaya
Finally, finally, finally

Rahi na pehle sa shy ab
Samajh mein kuch na aaye ab
Bolo na kya kiya jaaye ab
Aankhon se neendein hain gayab

Khush hoon main itna kyun
Tujhko tawajjo main kyun doon
Jaane kya hua mujhe
Tere pyaar mein chamkun jaise jugnu

Tujhko ab door mujhse
Kuchh na tujhse pehle tha
Kar na koyi payega
Kuch na tere baad mein

Sochna kya jaane jaana
Yeh hath tere hath mein
Jo hoga dekha jayega
Yeh duniya jaaye bhaad mein

Tujhko ab door mujhse
Kuch na tujhse pehle tha
Kar na koyi payega
Kuchh na tere baad mein
Sochna kya jaane jaana
Yeh hath tere hath mein
Jo hoga dekha jayega

Raha na pehle sa shy ab
Samajh mein kuch na aaye ab
Bolo na kya kiya jaaye ab
Aankhon se neendein hain gayab

Khush hoon main itna kyun
Tujhko tavjjo main kyun doon
Jaane kya hua mujhe
Tere pyar mein chamkun jaise jugnu

It’s your boy badshah!

Jugnu Lyrics Written By:
Badshah

Watch “Jugnu” Video Song

About This Article

Reviewed By Music Research Team
Content Type Song Meaning, Translation, Background & Educational Analysis
Published 24/10/2021
Last Updated 26/10/2021
Reading Time 2 min read
Article Purpose Provide educational analysis, song meaning, translation, artist information, and verified music facts.

Sources

This article has been prepared using publicly available music information and reliable editorial references. Song details, artist information, and album metadata have been verified using the following official and trusted sources whenever available.

Copyright Notice

Editorial Policy

Our editorial team researches every article using reliable music databases, official artist information, album credits, and trusted industry resources. Every page is reviewed for originality, accuracy, and compliance with copyright regulations.

Share this song:

S. Makur

About the Author: S. Makur

📍 West Bengal, India

Owner and lead writer of this platform. S. Makur specializes in decoding song meanings, translating global lyrics, and analyzing the deep subtext behind the music you love.