Yedechali Lyrics by Mrunal Shankar

YEDECHALI LYRICS – MRUNAL SHANKAR

🔄 Updated On: 23/12/2021
⏱️ 3 Min Read | 📝 552 Words

(Song and Lyrics Credit By Original Author)

Yedechali Lyrics by Mrunal Shankar from is new Hindi Song (2021). Yedechali song lyrics are penned by Mrunal Shankar and its music given by Deep Kalsi. The Music Video Label Kalamkaar. Download Free Lyrics to PDF Format File.

Yedechali Lyrics by Mrunal Shankar

Yedechali Song Details

Song: Yedechali
Singer: Mrunal Shankar
Lyrics by: Mrunal Shankar
Music : Deep Kalsi
Mix & Mastered : Deep Kalsi
DOP : Raghav Giroti
Editor: Siddharth Uniyal
Director : Siddharth Uniyal & Raghav Giroti
Generic : Hindi
Music Label : Kalamkaar

Play Online

Yedechali Lyrics

Chalti duniya mein yedechali
Hai aati par na deti gaali main
Socha karti thi kuchh ukhadun
Huh usse kuchh zyada hi kar aayi main

Yeah!
Rap ke liye nai koyi cheat code
Ab shuru hai rap-chick mode
Ready for the dinner
I’m ready for the toast
Yeah roast hi na kare

Bhala woh bhi kya dost hai

Kalamkaarigar jigar baazigar
Jeb khaali kar chhoda ghar
Na toda kar tu rishton ko
Woh bola karte the mujhko

Tu paagal hai
Haan hoon hak se
Jo hoon khud se
Kar doon keh de to tera bill bhar doon
Jab aate gaane feelings se
Tab hi mass appealing hai
Nahi dekhi kab bhi maine

Phir bhi woh todi glass ceiling

Now I’m swearing on the sea link yeah
I’m serving all free meals yeah
Curvilicious innings have started
Already I’m winning

Nahi likhti references for the sake of it
I have preferences & I make a list
Kabhi kahin nahi lagta sahi sahi
Galat jo kyun karun wohi

Ab bhi aankhon mein aaye paani
Jab bhi yaad aati woh kahani hai
Bebas hua karti thi ladki ek
Ab woh sherni karke jaani maani hai

Chalti duniya mein yedechali
Hai aati par na deti gaali main
Hmm socha karti thi kuchh ukhadun
Hmm usse kuchh zyada hi kar aayi main

Chalti duniya mein yedechali
Hai aati par na deti gaali main
Hmm socha karti thi kuchh ukhadun
Hmm usse kuchh zyada hi kar aayi main

Yeah cadence arcade badi dense aankhein meri
Hence baandhi maine fence aur bachaya tujhe
Buddy I’m your saviour
Still you wanna fall not my fault
I’mma blame ya
Sauce laayi laayi saans main
Scene mein thodi mithaas
Namkeen bhi swadanusar
Mumkin karun main har dream mera

Har din hoon keen main
Shaukeen main
Khati zuban har cheez yeh
Par rehna chahti lean main
Intensified hain tension
I’ve seen some men bad intensions
Ban’ne chaale the vikram mere
Unki betal hoon main

Har dum rahun main sur taal mein
Utne betaal woh hain
Phir bhi bawaal kyun naam se mere
Yeh sawaal kyun hai

Aata khayal aksar hai ke
Saare dalaal kyun hain
Sab bechne baithe hain beef
Sab kotwaal kyun hain

Kamal ke mool ki is kalam se
Kar doon kalam main sar dhad alag
Jo bhi galat jisme kapat
Haan woh mrunal hoon main

Kya hi banegi meri misaal
Jo bemisaal hoon main
Haan haan mrunal hoon main
Haan haan mrunal hoon main
Kamaal hoon main

Chalti duniya mein yedechali
Hai aati par na deti gaali main
Hmm socha karti thi kuchh ukhadun
Hmm usse kuchh zyada hi kar aayi main

Chalti duniya mein yedechali
Hai aati par na deti gaali main
Hmm socha karti thi kuchh ukhadun
Hmm usse kuchh zyada hi kar aayi main

Yedechali Lyrics Written By:
Mrunal Shankar

Watch “Yedechali” Video Song

About This Article

Reviewed By Music Research Team
Content Type Song Meaning, Translation, Background & Educational Analysis
Published 23/12/2021
Last Updated 23/12/2021
Reading Time 3 min read
Article Purpose Provide educational analysis, song meaning, translation, artist information, and verified music facts.

Sources

This article has been prepared using publicly available music information and reliable editorial references. Song details, artist information, and album metadata have been verified using the following official and trusted sources whenever available.

Copyright Notice

Editorial Policy

Our editorial team researches every article using reliable music databases, official artist information, album credits, and trusted industry resources. Every page is reviewed for originality, accuracy, and compliance with copyright regulations.

Share this song:

S. Makur

About the Author: S. Makur

📍 West Bengal, India

Owner and lead writer of this platform. S. Makur specializes in decoding song meanings, translating global lyrics, and analyzing the deep subtext behind the music you love.